Kiski aaraju hai kisko dhondhati hai meri nazar
Kaisaa ye junoon hai kaisi bebasi hai shaamo shehar
Aye meri zindagi tujhase koi shikaayat nahi
Bas itanaa bataa kab bujhegi meri tishnagi
Naa koi kami hai naa hai kisise ranjish koi
Yu to har khushi hai phir bhi jaane kyun main khush nahi
(aye meri zindagi jane kiski talaash mein hain sabhi
Bas itanaa bataa kab bujhegi meri tishnagi) — 2
Yeh meri tishnagi — 2
Manzilon ke safar mein khwaahishon ki lehar mein
Main bahaa jaa raha hoon ye kahaa jaa rahaa hoon
Kiski aarzoo hai kisako dhondati hai meri najar
Kaisaa ye junun hai kaisi bebasi hai shamo shehar
Ye meri jindagi khudase kyun ro rahi hai bebasi
Bas itanaa bataa kab bujhegi meri tishnagi
Ye meri jindagi tujhase koi shikaayat nahi
Bas itanaa bataa kab bujhegi meri tishnagi
Ye meri tishangi — 5