(dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi
bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi) — 2
gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki
baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho
har pal dekho toh har har pal kitna hasin hain
pagal tumhara dil paagal hain ke nahi hain
hum tum toh chale apne pyar bhare sapne is gagan ke tale
yahi hamne toh samjha hain
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho
ho milke hain wahi mazil ke raahi chale hain
khilke rahenge phool dil ke ham jo miley hain
khushiyo ki dhup hain aao tum bhi muskurao
badlo jo roop hain aankh milake tay karna hain
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho
dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi
bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi