Текстов песен в базе: 1 278 222
Ja Ja Ja

Ja Ja Ja

Gajendra Verma

Текст песни

Chaahegi jab milne ko aayegi
Chaahegi jab paas bulayegi
Kabhi main kaun ho jaaunga
Kabhi phir pyar jatayegi
Aise ehsaan gina ke
Baat kar munh ko bana ke
Accha bhala tha main akela
Galti ki dil ko laga ke
O ab tere zaalim saare iraade samajh chuka
O jitna bhi jhel saka main utna jhel chuka
Ja Ja Ja, Mujhe na dikha
Ye ishq tera, Ye pyar tera
Ja Ja Ja, Main nahi karna
Ye ishq tera, Ye pyar tera
o o o…
O karti thi meethi meethi baatein
Phone par saari saari raatein
O kehti thi yaad hai aayi
Phir bhi tum milne ni aate
Toh ab kaise palti khaayi
Ab na meri yaad hai aayi
Jab bhi tera phone lagaya
Line sabhi vyast hai aayi
O ab tere zaalim saare iraade samajh chuka
O jitna bhi jhel saka main ab to jhel chuka
Ja Ja Ja, Mujhe na dikha
Ye ishq tera, Ye pyar tera
Ja Ja Ja, Main nahi karna
Ye ishq tera, Ye pyar tera
Dil toot gaya ab
Main rooth gaya ab
Jo pyaar tha tumse
Woh chhoot gaya ab
Dil toot gaya ab
Main rooth gaya ab
Jo pyaar tha tumse
Woh chhoot gaya ab
Dil toot gaya ab
Main rooth gaya ab
Jo pyaar tha tumse
Woh chhoot gaya ab
Dil toot gaya ab
Main rooth gaya ab
Jo pyaar tha tumse
Woh chhoot gaya.
Ja Ja Ja, Mujhe na dikha
Ye ishq tera, Ye pyar tera
Ja Ja Ja, Main nahi karna
Ye ishq tera, Ye pyar tera…
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/KM3

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.