Текстов песен в базе: 1 278 222
Ratjage

Ratjage

Gajendra Verma

Текст песни

Ishq mein ratjage
Hain hone ab lage
Kare ye dil kya
Tu hai mehram mera
Mein bas hun tera
To Mushkil kya
Tujhko khud mein utaar lun
Jaise seene mein saansein
Bin tere andar hi andar
Gadti hain mere faasein
Tu, tu yaara mera dil
Tu yaara meri jaan
Tu har armaan
Haan tu sang hain mere
Main Shukre Khuda
Main sajde kara
Chandasa Mukhda tera
Aise aankhon mein bhara
Jaise hothon pe dhara tera naam
Bin tere na din uga
Na to raaton ka paata
Sari duniya mein sham hi sham
Tere sang sang chali gayi
Mere hasne ki baatein
Meri aankhon ke niche ab
Aagayi Kaali raatein
Tu, tu yaara mera dil
Tu yaara meri jaan
Tu har armaan
Haan tu sang hain mere
Main Shukre Khuda
Main sajde kara
Channa Ve teri yaad sataye
Channa Ve mujhe chain na aaye
Channa Ve tu jo laut ke aaye
To dil mera shukar manaye
Aajave meri dhoopo ke saaye
Aajave mujhe meh jalaye
Aajave mujhe hizar mitaye
Mile to mujhe sab miljaye
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/5L7H

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.