Текстов песен в базе: 1 278 222
Caroline Mama

Caroline Mama

L'African Fiesta Tabu Ley Rochereau

Текст песни

Tanha jeevan mein jab aati hai mushkilein
Aur dhundhta dil roshni andheri raahon mein
Tadpe hai aatma janey na kisliye
Kyu bey-khabar is bata se Yeshu hai sang there
Intezaar karta hai Yeshu
Apney khule haathon se
Deta tumko who Aashirwaad
Aur prem se bharta hamein
Jaaney woh sabka gham jo pyasa pyaar ka
Aur jaaney woh us dil ka gham Jo dhundey asra
Utha nazar aur dekhle ab dil ki aankhon se
Pukarta hai woh tujhe apni he bahon mein
Intezaar karta hai Yeshu
Apney khule haathon se
Deta tumko who Aashirwaad
Aur prem se bharta hamein
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/5cUH
© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.