Текстов песен в базе: 1 278 222
Dil Mein Sanam Ki Soorat

Dil Mein Sanam Ki Soorat

Alka Yagnik Kumar Sanu

Текст песни

Dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De
Dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De
Kaise Karoon Mohabbat Do Din Ki Zindagi Mein
Yeh Din To Beet Jaayenge Yunhi Hasi Hasi Mein
Kaise Karoon Mohabbat Do Din Ki Zindagi Mein
Yeh Din To Beet Jaayenge Yunhi Hasi Hasi Mein
Jee Bharke Pyaar Kar Loon, Aisi Mujhe Khushi De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De
Dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De
Sau Saal Tak Sanam Ki Aankhon Mein Doob Jaaoon
Sau Saal Aur Ho To Usko Gale Lagaaoon
Sau Saal Tak Sanam Ki Aankhon Mein Doob Jaaoon
Sau Saal Aur Ho To Usko Gale Lagaaoon
Sau Saal Phir Milan Ki Duniya Nayi Nayi De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De
Dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De — 2
Mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/5Rpq

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.