Kahan se tu aati hai kahan ko tu jaati hai
Sapnon ko sajati hai apnon ko ley jaati hai
Baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuch kehti hai
Aati hai nazar nahin saanson mein par rehti hai
Hawaa, pawan hai vayu hai, purvaaee hai
Jeevan hai, jaan hai, ya parchaayee hai
Lene aayi hai ya kuch mere liye laayi hai
Poochoonga mein kya tujhse kahan se tu aayi
Tu kaun hai, tu kaun hai…
Tu jab chalti chalte badal jhuk jati tu girtey patte
Tu kehti to diye jalte Fulon ke, dil dil se milte
Sagar ki lahron mein lehraati hai tu kal kal
Patton ke paayalon mein lati khan khan
Khat Khat koi nahin aisa ek jhonka hai
Kuch hai, such hai, ya tu ek dhoka hai
Tu kaun hai, tu kaun hai…
Kahan se tu aati hai kahan ko tu jaati hai
Sapnon ko sajati hai apnon ko ley jaati hai
Baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuch kehti hai
Aati hai nazar nahin saanson mein par rehti hai
Tu kaun hai, tu kaun hai…
NB: admin
Please use my blog link also while publishing it Thank you