Kulfi
Sonu Nigam
Текст песни
Lagta hai ke pighal gayi
Magar nahi, nahi, nahi
Woh thi jahaan ab hai wahin
Kulfi, kulfi…
Haan… mithi mithi maazi ki kulfi…
Lagta hai ke pighal gayi
Magar nahi, nahi, nahi…
Aa…
Hazaar tanz kass gayi
Hazaar gaanth bandh chuki
Khulegi naa gathri kabhi
Ye socha tha, par khul gayi
Pighlegi nahi woh kabhi
Kulfi kilfi…
Haan… mithi mithi maazi ki kulfi…
Lagta hai ke pighal gayi
Magar nahi, nahi, nahi…
Jo chal raha tha tham gaya
Jo tham gaya tha chal pada
Usi puraani raah pe
Phir se main nikal pada
Purane sikkon se khareed li
Kulfi, kulfi…
Haan… mithi mithi maazi ki kulfi…
Lagta hai ke pighal gayi
Magar nahi, nahi, nahi…
Тексты других песен исполнителя
© 2017–2025
Тексты
песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать
и тому подобное.