Текстов песен в базе: 1 278 222
Aur Tanha

Aur Tanha

KK Pritam

Текст песни

Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Har pal hi teri baaton mein guzarta
Itna kyun mere saath aayi tu
Tu naa jaane
Tu naa jaane
Har pal mein tu hai main hoon yaa hai rastaa
Itna kyun mujhko door laayi tu
Na main waada karta hoon
Na main bhoola karta
Tu hai toh sab raston pe
Main kya dhoondha karta
Yun tera hona bhi aur tanha karta
Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai
Ab itni toh pehchaan ho gayi
Nahi hai toh nahi hai tu
Ab chhoda hai toh sach mein chhod de mujhko
Kyun har pal ki mehmaan ho gayi
Main yun tanha jeeta hoon
Jaise koi marta
Yeh bhi koi hona hai
Jo hai aankhein bharta
Yun tera hona bhi aur tanha kartaa
Aur tanha karta…
Aur tanha karta…
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/3vdZ

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.