Текстов песен в базе: 1 278 222
Alvida (From "Life in a Metro")

Alvida (From "Life in a Metro")

KK Pritam

Текст песни

Chupke se kahin
dheeme paao se
jane kis tarah
kis ghadi
aaghe badh gaye
humse raahon mein
per tum to the yahin
kuch bhi na suna
kab ka tha gila
kaise keh diya alvida
Jinke darmiyan guzri thi abhi
kal tak yeh meri zindagi
lo unn baahon ko thandhi chao ko
humbhi kar chale alvida
Alvida alvida
Meri raahein alvida
meri saansein kehti hai alvida
alvida alvida abb kehna aur kya
jab tune keh diya alvida
Sunle bekhabar yunb aakein pher kar
aaj tu chali ja doohngi nazar
humko hi magar har jagah
aise raaton mein
lekar karwate yaad huumein karna
aur phir haarkar
kehna kyun magar
keh diyaaaa
alvida alvida koi poche to zara
kya socha aur kaha alvida
alvida alvida abb kehna aur kya
jab tune keh diya alvida
Hum the diljale phir bhi dil kahe
kash mere saang aaj hote tum agar
hoti har dagar gulsitaa
tumse hai khafa hum naraaz hai
dil hai pareshaaan
socha na zara tune kyon bhala
keh diya
alvida alvida koi poche to zara
kya socha aur kaha alvida
alvida alvida abb kehna aur kya
jab tune keh diya alvida
My condolense to this guy. Never Say «alvida"say «bye bye"lol
Lo unn baahon ko thandhi chao ko
humbhi kar chale alvida
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/3vdJ

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.