Текстов песен в базе: 1 278 222
Tu Mile Dil Khile ....

Tu Mile Dil Khile ....

Abhijeet Alisha Chinai Alka Yagnik Indeewar K. S. Chithra Kumar Sanu M. M. Kreem Manisha Koirala Nagarjuna S. P. Balasubrahmanyam

Текст песни

Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Na Ho Tu Udaas Tere Paas Paas Main Rahunga Zindagi Bhar
Saare Sansaar Ka Pyar Maine Tujhi Mein Paya
Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Chanda Tujhe Dekhane Ko Nikala Karta Hai
Aaina Bhi O … Deedar Ko Tarasa Karta Hai
Itni Hasin Koi Nahin
Husn Dono Jahan Ka Ek Tujhme Simat Ke Aaya
Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Darling, Every Breath You Take, Every Move You Make,
I Will Be There.
What Will I Do Without You, I Want To Love You
Forever And Ever And Ever.
Pyar Kabhi Marta Nahin Ham Tum Marte Hain
Hote Hain Woh Log Amar Pyar Jo Karte Hain
Jitni Adaa Utani Vafa
Ik Nazar Pyar Se Dekh Lo Phir Se Zinda Karado
Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Na Ho Tu Udas Tere Pas Pas Main Rahunga Zindagi Bhar
Sare Sansar Ka Pyar Maine Tujhi Men Paya
Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Gham Hai Kise Ho Sara Jahaan Chahe Dushmana Ho
Kya Chahiye Haathon Mein Jo Tera Daman Ho
Tu Hai Jahan Manzil Wahaan
Dhadakano Ki Tarah Apane Dil Men Mujhko Chhupa Lo
Tu Mile Dil Khile Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/3vWv

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.