Текстов песен в базе: 1 278 222
Beqaraar Dil

Beqaraar Dil

Shalmali Kholgade

Текст песни

Lagi Bujhe Nahi Kaisi Ye Aag Hai
Sujhe Kuch Nahi Kaisi Ye Aas Hai
Hmm Lagi Bujhe Nahi Kaisi Ye Aag Hai
Sujhe Kuch Nahi Kaisi Ye Aas Hai
Hai Kya Dhundhta Phire Yaha
Yaha Hai Beqaraar Dil Zara Mahakna
Na Gum Na Guman Zara Mehakna
Hai Ranginiyo Mein Dooba Jaha
Tu Iss Lamhe Mein Sama
Aye Bekarar Dil
Hai Raat Ye Jagi Si
Hairat Ne Thagi Si
Jo Bhhi Hui Hai Parchhaiyan
Hai Baat Ankahi Si
Aur Kuch Hai Kahi Si
Bhoola Do Zara Pareshaniya
Khawbo Ko Jee Le Hum Iss Pal Mein
Baaho Mein Aaj Ko Bharle
Aapni Hado Se Badh Ke
Tu Khud Hi Ko Aazma Le Yaha
Aye Beqaraar Dil Zara Mahakna
Na Gum Na Guman Zara Mehakna
Hai Ranginiyo Mein Duba Jaha
Tu Iss Lamhe Mein Sama
Aaye Bekarar Dil, Aye Bekarar Dil
Hai Bekarar Dil, Aye Bekarar Dil
Raate Ye Chali Chali
Raate Ye Thami Thami
Khush Dil Kashis Sa Ye Sama
Raunak Hansi Liye
Sar Pe Zameen Liye
Puchhu Sitaaro Se Aapna Pata
Khawahisho Ko Kharachle
Aawaj Jeb Mein Bharle
Ye Jo Hai Fansle
Hai Na Kyu Manzilo Se Khafa
Aye Beqaraar Dil Zara Mahakna
Na Gum Na Guman Zara Mehakna
Hai Ranginiyo Mein Duba Jaha
Tu Iss Lamhe Mein Sama
Aaye Bekarar Dil, Aye Bekarar Dil
Hai Bekarar Dil, Aye Bekarar Dil
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/6RjQ

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.