Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Ghar se na niklon tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jaayenge log dekhna chand ko
Bina shringaar kitna chehre pe noor hai
Mehkhano mein bhi nahin wo naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai
Nahin dekhna taj mahal ab
Dekh liya tera mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai
Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai
Samandar bhi pyaasa hai
Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda