Текстов песен в базе: 1 278 222
Tanhai

Tanhai

JAL

Текст песни

Mere sapne, mere waade, tere liye hain.
Mere dil ki har dharkan tere liye hai.
Tu zara sang chal to sahi
Kyoon ban gaye ho tum ajnabee.
O gar tham jaye dil mera
Kabhi dekhe pyaar se tu kabhi
Tanhaai-tanhaai phir aayi, phir aayi.
Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayin.
Zamane ki parwaah mujhe nahi hai
Pyaar karne wale darte nahin hai
Bin tere koi aur bhaata nahi hai
Chain mujhko tere siwa aata nahi hai
Khata kya mujhse ho gayi
Jal gaye sapno ke ghar sabhi
In aankho ke aansu hi sahara the
Bichad gaye wo bhi ab kahin
Tanhayi tanhaai, phir aayi, phir aayi
Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayi.
Laut aao tum phir se, dil kahe, dil kahe
Sun kitne sitam dil yeh ab sahe
Khata kya mujhse ho gayi
Jo jal gaye sapno ke ghar sabhi
Barish mein bhi jata hoon main
Jab aansu mere chupte hi nahin.
Tanhayi tanhaai, phir aayi, phir aayi
Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayin.
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/5SaJ

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.