Текстов песен в базе: 1 278 222
Mood

Mood

Sajjad Ali

Текст песни

Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Zara akhyon mai kajla laga kay
Zara akhyon mai kajla laga kay
Zara baalon mai gajra laga kay
Thoray achey achey kaprey pehen kay
Chehra phir saamney laana
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Hooooooooooooooooo
Tasveer kisi ki merey dil mai kuch iss tarah say aayi hai
Tasveer kisi ki merey dil mai kuch iss tarah say aayi hai
Jaisi paryon ki ik shehzadi mehlon ko chorr aayi hai
Mujhey aisa koyee chehra dikha do Mujhey aisa koyee chehra dikha do Koyi uss ka pata samjha do Zara soch kay naam bata do Tab tak merey paas na aana
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin haiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Yahan jitney bhi logg miley hain sab aisey waisey lagtey hain
Yahan jitney bhi logg miley hain sab aisey waisey lagtey hain
Mujhey uss ki talash hai jiss key nainon sey nain miltey hain
Andaz ho uss ka nirala
Andaz ho uss ka nirala
Koyi dekhey to ho jaye matwala
Kis kis ka doon ga mai hawala
Abb mai ney tumhain pehchana
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai kal aana abey yaar abhi mood nahin hai bhai
Zara akhyon mai kajla laga kay
Zara akhyon mai kajla laga kay
Zara baalon mai gajra laga kay
Thoray achey achey kaprey pehen kay
Chehra phir saamney laana
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Abhi mood nahin hai kal aana abhi mood nahin hai
Поделиться ссылкой:
Короткая ссылка: https://tekstpesni.ru/s/5Jr8

Тексты других песен исполнителя

© 2017–2025 Тексты песен
Все тексты песен на сайте размещены пользователями, редакцией или собраны из открытых источников.
При копировании материалов ссылка на сайт обязательна.
Связаться
Уважаемые обладатели прав на музыку! На сайте не выкладывается музыка, ее нельзя скачать, послушать и тому подобное.